Reena's SMS:-
24-02-2009 11:00 am
Aap kya chahte ho? Jo chaha wahi to kiya ab tak. Maine kabhi sapne me bhi nahi socha tha ki tum mujhse es tarah badla loge. Mujh par saari baat rakh doge. Tumnae ek baar bhi nahi socha ki mujhpar kya gujregi. Aaj tumhi apne dil se poochho ki kya tumhari ye year maine kharab ki hai? Kya tumhe maine bahkaya hai? Kya main tumse din bhar baatain karti thi? Kya main tumhe dinbhar sms karti thi? Kya maine tumhari jindgi barbad kar di hai? tumne apni bhabhi se aisa kyon kaha?
24-02-2009 11:15am
Aapki bhabhi mujhe mere ghar aane ki dhamki de rahi thi. Mujhe aisi dhamkiyon se dar nahi lagta, samjhe. Bata dena apni pyari bhabhi ko.
24-02-2009 11:20am
17-02-2009 ko bhabhi ne phone kiya. Bhabhi ne us din wo sab kaha jo nahi kahna tha.
24-02-2009 11:30am
Ab itne bhole mat bano . ab baat karne se koi fayda nahi hai.
24-02-2009 11:50am
Bhabhi ne hi mujhse bahut baat karli hain ab tum kya baat karoge.
26-02-2009 10:00am
Mujhe tumse baat karni hai.
26-02-2009 11:30am
Kisne kaha ki mujhe tum par vishwas nahi hai.
26-02-2009 11:40am
Aisa kuchh nahi hai. Agar vishwas nahi hota to main aaj tumse baat nahi kar rahi hoti.
26-02-2009 12:30pm
Tum mujhse baat kar sakte ho.
26-02-2009 12:38pm
To phir kab baat karoge.
26-02-2009 12:44pm
Aaj 6:30pm.
26-02-2009 01:00pm
To phir tum hi batao kab baat kar sakte ho.
26-02-2009 01:12pm
Main kal phone nahi kar sakti, tum hi 10:00am call kar lena. Aur ab msg mat karna
27-02-2009 12:28pm
Main ek baat soch rahi hun ki jab tak mer-tumhare exams nahi ho jate tab tak hum-tum bilkul baat nahi karenge aur na hi sms karenge. Agar koi bahut jyada jaruri baat ho to blank sms kar dena, ok. Main janti hun ki tumhe meri baat theek lagi hogi. Tum apna YES likh kar sms karo.
27-02-2009 12:50pm
Kya tumhe meri baat theek nahi lagi?
28-02-2009 10:30am
Kya baat hai?
28-02-2009 10:40am
Main 11:30 am sms karungi.
28-02-2009 11:42am
Raj, sayad tum bhool bahut jaldi jate ho. Maine tumse pahle bhi kaha tha aur aaj bhi kah rahi hun ki main tumse pyar nahi karti. Main tumhe khona nahi chahti aur na hi kisi pareshani me dekh sakti hun. Maine tumhe kabhi apne se alag nahi mana hai, sayad tumhe mujhe kabhi apna dost nahi mana isliye tum ye que bar-bar poochh rehe ho. Aaj ke baad dubara ye que mat poochhna nahi to achhchha nahi hoga. Tum apne exam ki teyari karo.
28-02-2009 12:21pm
Tumhe meri shayri achhchhi kyon lagegi . tumhe to tara ki shayari achchhi lagti hogi.
28-02-2009 02:22pm
Tum bar-bar mujhe sorry kyon bol rahe ho? Main tumhe aaj tak nahi samajh payi ye tum samjhte ho, kyonki main abhi itni samajhdar nahi hui hun ki tumhe samajh sakun. Abhi main chhoti hun. Samjhi hun to sirf itna kit tum mujhe kabhi dokha nahi doge..
28-02-2009 01:25pm
Ab sms mat karna kyonki didi aa gayi hain.
01-03-2009 10:30am
Hello! Raj kya ho raha hai.
07-03-2009 08:28am
Aaj subhah tumhara sms dekha . mujhe nahi pata tha kit tum raat ko bhi sms kar sakte ho.
07-03-2009 11:35am
Jis din tum mujhe miloge us din naam hi kya main tumhe dikha bhi dungi. Bas tum abhi intjar karo.
04-04-2009 05:30pm
Tum bura mat manna ye baat bahut paresan kar rahi hai,isliye likh rahi hun. Kabhi-kabhi tum par apne aap se bhi jyada viswas ho jata hai aur kabhi kabhi tumhara behave, tumhari baatain bahut pareshan kar deti hain. Hum aaj tak tumhe nahi samajh paye hain.
04-04-2009 09:33pm
Hum tumhe khona nahi chahte. Tum agar jara narajgi se bolte ho to hum pareshan ho jate hain.
08-04-2009 09:10pm
Tumne 3 din se sms kyon nahi kiya? Aaj kyon nahi aaye. Ab main sone wali hun, bahut need aa rahi hai.
08-04-2009 09:38pm
Hum ab kal baat karenge. Ab main sms nahi kar sakti, kyonki sabhi jag rahe hain. Tum mujhe bina bataye pali chale gaye, mujhe ek baar bata to dete. Ab tum bhi so jao. G.N.
08-04-2009 10:03pm
Tumhe need kyon nahi aa rahi hai? Mujhe bhi 3 din se need nahi aa rahi thi. Tum to bina kuchh kahe hi chale gaye. Ek sms hi kar dete. Tumhe kya pata main kitna pareshan ho gayi thi. Aaj ke baad kahin bhi jaao to mujhe bata ke jana, samjhe……… Ab so jao raat bahut ho gayi hai.
09-04-2009 02:24pm
Jab tumhe mujhse baat hi nahi karni thi to sms kyon kiya? Tum aaj ke baad mujhe kabhi phone mat karna samjh!! Agar tumhe baat nahi karni thi to phone uthakar bol dete . tum aaj ke baad mujhe sms karne ki bhi mat sochna. Waise tum jhooth bolne ke alawa aur kuchh bhi jante ho. Tumhe main hi mili thi pagal banana ke liye. Pahle meri ek baat ka jabab de do uske baad kabhi na phone karna ,na sms. Tum mujhe is tarah kyon pareshan kar rahe ho?
11-04-2009 01:04pm
Nahi, main naraj nahi hun. Hum dono ke beech kitna bhi jhagada ho hum dono kabhi naraj nahi honge.meri tabiyat theek nahi hai. Main ab so rahi hun.
12-04-2009 06:04am
Tum mujhse naraj kyon ho? Mujhse kya galti ho gayi? Maine sms nahi kiya agartum us baat se naraj ho toplease naraj mat hona, mera sms card khatm ho gaya hai, isliye kal sms nahi kiya. Kya mujhe tumse pyar karne ka koi saboot dena padega. Theek hai, tum jaisa kahoge main waisa hi karungi.
21-04-2009 01:23pm
Main abhi tumse baat nahi kar sakti. Aaj saam 7 baje ke baad main baat karungi.
09-05-2009 08:29pm
Tum ab phone mat karna, kyonki ab phone maine papa ko de diya hai.
11-05-2009 10:43am
Papaji aaj ghar par hi hain. Isliye aaj main tumse baat nahi kar sakti.
15-05-2009 05:39am
Goodmorning raj, kal raat ko tum mujhe itna miss kyon kar rahe the? Koi khaas baat thi kya?
15-05-2009 08:03pm
Ab tum aaj ke baad kabhi phone mat karna, samjhe!
19-05-2009 09:24pm
I love you.
31-07-2009 08:14pm
Ek baar mujhse baat karlo please. Uske baad main tumse kabhi baat karne ki nahi kahungi. Kal 11:00am please baat kar lena.
27-08-2009 08:36pm
Mujhe nahi aata.
04-09-2009 12:03pm
I feel very happy. I congratulate you verymuch.
24-09-2009 01:31pm
Your way2sms.com Account login ID : 9461694652& Password : 5966.
22-10-2009 10:01am
Meri mano to life ko wife jyada better bana sakti hai. Kaise bana sakti hai? Iska jabab shaam ko milega.
30-10-2009 02:29am
*HAPPY BIRTHDAY* to YOU.
Lamha lamha aapke hotho par muskan rahe.
Har gam se aap anjaan rahe.
Jiske sath mehak uthe aapki zindagi.
Khuda kare hamesha wo aapke sath rahe. ILU.G.M.
02-11-2009 03:51pm
Please do not call me again.
09-11-2009 01:35pm
Tumko tumhara diwali gift mil jayega .OK.
16-11-2009 11:52am
Tum sms free mat karwana.
16-11-2009 02:21pm
Sms free karane se koi fayda nahi hai, kyonki main tumhe itne sms nahi kar paungi. Main khud tumhe sms kar liya karungi. Ab sms mat karna. Mere phone me balance kam hai.
18-11-2009 02:07pm
Raj, mere mana kar ne par bhi tumne sms free kyo karwa diye. Kya tumne ek bar kahi baat samajh me nahi aati?
19-11-2009 06:43pm
main baat nahi kar sakti kyonki main khana bana rahi hun..
20-11-209 05:19pm
Bhabhi ne aaj mujhko phone kyon kiya?
21-11-2009 03:10pm
Pahle tum mujhe kiss karo, Uske baad main …
21-11-2009 03:21pm
Tumhare ek kiss ke badle me tumhe das kiss, Samjhe!! Tum mujhe nakli kiss dekar pagal mat banao. Mujhe asli kiss chahiye…….
24-11-2009 03:24pm
Life & time are the world’s best teachers.
Life teaches us the use of time and Time teaches us the value of life. Have a wonderful afternoon..
25-11-2009 12:29pm
Kya aaj tum college nahi gaye?
25-11-2009 01:23pm
Tumne kya apne sms free karwa liye hain?
25-11-2009 01:38pm
Kyon ka answer tum bata do.
25-11-2009 05:05pm
Lagta hai aaj tumhara bhi padhane ka mood nahi hai.@
25-11-2009 05:21pm
Aa jao
25-11-2009 05:52pm
nahin
25-11-2009 06:14pm
Tum jab aaye hi nahi to kaha kyon? Maine kitna intjar kiya.
25-11-2009 06:17pm
Aa jao
25-11-2009 06:23pm
Ab tum apne ghar jao raat bahut ho gai hai.
26-11-2009 09:52am
Tum ab mere ghar k paas roj kyon aaya karoge.
26-11-2009 10:31am
Ok
26-11-2009 10:34am
Ab kyon nahi.
27-11-2009 03:18pm
Kyon?
27-11-2009 03:45pm
Main keval aaj band kar sakti hun.
27-11-2009 04:05pm
Permanent nahi ho sakta.
27-11-2009 04:10pm
Tum apne mobile se mere sare sms delete kar do, baki sab main sabhal lungi.
29-11-2009 03:29pm
R U ok?
29-11-2009 03:34pm
29-11-2009 03:40pm
Mujhe tumse baat karni hai.
29-11-2009 04:53pm
I have received 11 sms.@
30-11-2009 09:57am
o.k
30-11-2009 03:41pm
Kyon?
30-11-2009 03:56pm
Main ye sim band nahi kar sakti. Meri majboori hai. Aaj raat 10 baje tak main mobile band kar sakti hun.
30-11-2009 04:07pm
Tumhe kuchh nahi hoga. Aur na hi tumhe kisi ke samne jhukna padega. Tumhari bhabhi kya kar lengi. Jyada se jyada mere ghar aa jayengi. Mainsab sabhal lungi. Tum pareshan mat ho plz.
01-12-2009 11:51am
Thank you.
01-12-2009 11:53am
Mujhe tumse abhi baat karni hai.
01-12-2009 12:08pm
Mere papa aa jayenge plz abhi baat karo
01-12-2009 12:34pm
Papa aa gaye hain plz ab tum kuchh mat karna.
01-12-2009 12:45pm
Kya tum 2 baje k karib baat kar sakte ho?
01-12-2009 12:53pm
Koi baat nahi hai. Agar tumhe mujhse baat nahi karni hai to ab sms mat karna aur karni hai to ek sms kar do.
02-12-2009 09:36am
Raj call mat karna kyonki aaj sabhi ghar par hi hain.
02-12-2009 10:15am
Aaj nahi. Kal baat karenge. Aaj sabhi ghar par hain.
02-12-2009 11:31am
Kya tum abhi free ho? Agar ho to call kar do.
02-12-2009 11:49am
Kya tum abhi baat nahi kar sakte? Kal shayad main baat nahi kar paungi.kyonki kal didi ghar par rahengi.
02-12-2009 09:56pm
Poochho.
03-12-2009 12:19am
Hum milenge tab bataungi. Abhi tum padhayi me man lagao.
03-12-2009 12:53pm
Par kyon?
03-12-2009 12:59pm
Maine wo no. usi din delete kar diya. Mere paas wo no. nahi hai..
03-12-2009 05:10pm
Jab tum aa nahi sakte to kaha bhi mat karo.
03-12-2009 05:16pm
Aaj ke baad mujhse aisa majak kabhi mat karna. Mujhe majak pasand nahi hai. samjhe
03-12-2009 05:26pm
Par main tumse baat nahi karna chahti.
03-12-209 05:48pm
Main kal baat karungi. Abhi mera mood off hai.
04-12-2009 02:04pm
Tum galat soch rahe ho.
04-12-2009 02:20pm
Tum naraj mat hona plz.
04-12-2009 02:32pm
Tumne agar abhi miscall nahi ki to main samjhungi ki tum mujhse naraj ho. Plz naraj mat hona, ek miscall kar do .plz
04-12-2009 04:50pm
Kahan par.
04-12-2009 04:56pm
%3